Download the MP3 Naat Tajdar E Haram by well known artist Aayat Arif. Tajdar E Haram is one of the Greatest MP3 Naats By Aayat Arif. You can listen to it online or download it in MP3 format (320kbps) from MP3Naat.org. Additionally, you have the option to read the lyrics of “Tajdar E Haram” Naat.
Tajdar E Haram
Naat Name | Tajdar E Haram |
---|---|
Categories | Aayat Arif |
Format | Audio MP3 (320kbps) |
Feel free to explore the beauty of this Naat through its Expressive rendition and meaningful lyrics.
Tajdar E Haram Naat Lyrics
Kismat mein meri, chain se jeena likh de
Doobey na kabhi, mera safina, likh de
Jannat bhi gawaarah hai, magar, mere liye
Ae kaatib-e-taqdeer, Madina, likh de
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram ho nigaah-e-karam
Tajdar-e-haram ho nigaah-e-karam
Hum gareebo ke din bhi sawwar jaayenge
Hami-e-bekassa kya kahega jahaan
Hami-e-bekassa kya kahega jahaan
Aap ke dar se khaali agar jaayenge
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Koi apna nahi, gham ke maare hai hum
Koi apna nahi, gham ke maare hai hum
Aapke dar pe fariyaad, laaye hai hum
Ho nigaah-e-karam warna chaukhat pe hum
Ho nigaah-e-karam warna chaukhat pe hum
Aapka naam le le ke, mar jaayenge
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Kya tum se kahu ae Rab ke kunwar
Tum jaante ho mann ki batiya
Daar-e-furkat, toh aaye ummi-laqab
Kaatey na kat ti ab rattiyan
Tohri preet mein sudh budh sab bisri
Kab tak rahegi yeh bekhabari
Gaahe big-haan duzdeedah nazar
Kabhi sun bhi toh lo humaari battiyaan
Aapke dar se na koi khaali gaya
Aapke dar se na koi khaali gaya
Aapke dar se na koi khaali gaya
Apne daaman koi bhar ke sawaali gaya
Apne daaman koi bhar ke sawaali gaya
Ho habeeb-e-hazeen
Ho habeeb-e-hazeen, par bhi Aaqa nazar
Warna auraq-e-hasti bikhar jaayege
Ho habeeb-e-hazeen, par bhi Aaqa nazar
Warna auraq-e-hasti bikhar jaayege
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Maikasho aao aao, Madine chalein
Madine chalein, Madine chalein
Madine chalein
Maikasho aao aao, Madine chalein
Madine chalein, Madine chalein
Madine chalein
Aao madine chalein, aao Madine chalein
Isi mahine chalein, aao Madine chalein
Aao madine chale, aao Madine chalein
Isi mahine chale, Aao Madine chalein
Tajallio ki ajab hai fizaa Madine mein
Tajallio ki ajab hai fizaa Madine mein
Nigah-e-shauq ki hai intehaa Madine mein
Nigah-e-shauq ki hai intehaa Madine mein
Gham-e-hayaat na khauf-e-kazaa Madine mein
Gham-e-hayaat na khauf-e-kazaa Madine mein
Namaaz-e-ishq karenge adaa Madine mein
Namaaz-e-ishq karenge adaa Madine mein
Barah-e-raas hai rah-e-Khuda Madine mein
Aao Madine chalein, aao Madine chalein
Isi mahine chalein , aao Madine chalein
Maikasho aao aao, Madine chalein
Maikasho aao aao, Madine chalein
Tast-e-saaqi ye kausar se peene chalein
Tast-e-saaqi ye kausar se peene chalein
Yaad rakho agar, Yaad rakho agar
Yaad rakho agar, Yaad rakho agar
Uth gayi ek nazar
Jitne khaali hai sab jaam bhar jaayenge
Yaad rakho agar, Uth gayi ek nazar
Wo nazar
Jitne khaali hai sab jaam bhar jaayenge
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
[Verse 4: Atif Aslam, Chorus]
Khauf-e-toofan hai, bijlio ka hai dar
Khauf-e-toofan hai, bijlio ka hai dar
Sakht mushkil hai Aaqa, kidhar jayein hum
Sakht mushkil hai Aaqa, kidhar jayein hum
Aap hi gar na lenge, humaari khabar
Hum museebat ke maarey kidhar jaayenge
Aap hi gar na lenge, humaari khabar
Hum museebat ke maarey kidhar jaayenge
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Ya Mustafa
Ya Mujtaba
Erahum lana
Dast-e-hama
Bechaara rah
Daama tuhi
Daama tuhi
Mann aasiyam
Mann aajizam
Mann bekasam
Haal-e-mara
Pursan tuhi, pursan tuhi
Pursan tuhi, pursan tuhi
Ae mujhtabe zumbar fishah
Paike naseem-e-Sub hadam
Aye chargaar, Insa-nafas
Aye munshe beemar-e-gham
Aye qaasid-e-parkhandapaye
Tujh ko usi gul ki kasam
Innal tayaree hass saba
Yauman ila-ardil-haram
Balligh salaami roza tann
Fi-han Nabi-al-mohtaram
Tajar-e-haram, ho nigaah-e-karam
Hum ghareebon ke din bhi sanwar jaayenge
Haami-e-bekassan, kya kahega jahaan
Haami-e-bekassan, kya kahega jahaan
Aapke dar se khaali agar jaayenge
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram