Download the MP3 Noha Ja Ali Asghar by popular artist Ali Shanawar. Ja Ali Asghar is one of the Exceptional MP3 Nohas By Ali Shanawar. You can listen to it online or download it in MP3 format (320kbps) from MP3Naat.org. Additionally, you have the option to read the lyrics of “Ja Ali Asghar” Noha.
Ja Ali Asghar
Noha Name | Ja Ali Asghar |
---|---|
Categories | Ali ShanawarNoha |
Format | Audio MP3 (320kbps) |
Feel free to explore the beauty of this Noha through its Significant rendition and meaningful lyrics.
Ja Ali Asghar Noha Lyrics
Ja Ali Asghar Ja
Aashoor Ke Din Ali Asghar Ko
Maa Ro Ro Ker Samjhaati Hai
Tujhe Aakhri Jung Larna Hai
Tujhe Laaj Meri Rakhna Hai
Tujhe Baba Sang Jana Hai
Tujhe Aakhri Jung Larna Hai
Is Din Ke Liye Hi Maa Teri
Tujhe Karbobala Me Layi Thi
Is Din Ke Liye Hi Beta
Tujhe Naaz Se Maa Ne Pala Hai
Tujhe Aakhri Jung Larna Hai
Ja Ali Asghar Ja
Aashoor Ke Din Ali Asghar Ko
Maa Ro Ro Ker Samjhaati Hai
Tujhe Aakhri Jung Larna Hai
Tu Maa Ka Rajdulara Hai
Tu Sab Ki Aankh Ka Taara Hai
Tu Shere Khuda Ka Pota Hai
Tera Naam Ali Hai Beta
Tujhe Aakhri Jung Larna Hai
Aashoor Ke Din Ali Asghar Ko
Maa Ro Ro Ker Samjhaati Hai
Tujhe Aakhri Jung Larna Hai
Tujhe Laaj Meri Rakhna Hai
Tujhe Baba Sang Jana Hai
Tujhe Aakhri Jung Larna Hai
Aa Laal Tere Kapde Badloon
Maqtal Ke Liye Tayyar Karoon
Aa Chehra Choom Lun Tera
Jee Bhar Ke Dekh Lun Beta
Tujhe Aakhri Jung Larna Hai
Ja Ali Asghar Ja
Aashoor Ke Din Ali Asghar Ko
Maa Ro Ro Ker Samjhaati Hai
Tujhe Aakhri Jung Larna Hai
Kabhi Goud Main Zainab Leti Hai
Kabhi Payar Sakina Karti
Khaimon Me Shor Hai Barpa
Tu Sabki Dua Leta Ja
Tujhe Aakhri Jung Larna Hai
Aashoor Ke Din Ali Asghar Ko
Maa Ro Ro Ker Samjhaati Hai
Tujhe Aakhri Jung Larna Hai
Tujhe Laaj Meri Rakhna Hai
Tujhe Baba Sang Jana Hai
Tujhe Aakhri Jung Larna Hai
Maidaan Mein Ali Ban Kar Jana
Baba Ki Nusrat Farmana
Shabbir Ka Tu Hai Beta
Abbas Chacha Hai Tera
Tujhe Aakhri Jung Larna Hai
Ja Ali Asghar Ja
Aashoor Ke Din Ali Asghar Ko
Maa Ro Ro Ker Samjhaati Hai
Tujhe Aakhri Jung Larna Hai
Har Maa Ne Di Qurbani Hai
Tujhe Meri Laaj Nibhani Hai
Jab Zalim Teer Chalaye
Baba Ko Na Lagne Paye
Tujhe Aakhri Jung Larna Hai
Aashoor Ke Din Ali Asghar Ko
Maa Ro Ro Ker Samjhaati Hai
Tujhe Aakhri Jung Larna Hai
Tujhe Laaj Meri Rakhna Hai
Tujhe Baba Sang Jana Hai
Tujhe Aakhri Jung Larna Hai
Haye, Ja Ali Asghar Ja
Tujhe Aakhri Jung Larna Hai
Haye, Ja Ali Asghar Ja