MP3 Naat » Ali Shanawar » Shad Rahe Karbala

Shad Rahe Karbala

Download the MP3 Manqabat Shad Rahe Karbala by popular artist Ali Shanawar. Shad Rahe Karbala is one of the Exceptional MP3 Manqabats By Ali Shanawar. You can listen to it online or download it in MP3 format (320kbps) from MP3Naat.org. Additionally, you have the option to read the lyrics of “Shad Rahe Karbala” Manqabat.

Shad Rahe Karbala Manqabat MP3 Download
Manqabat NameShad Rahe Karbala
CategoriesAli ShanawarManqabatNoha
FormatAudio MP3 (320kbps)
To download this Remarkable MP3 Manqabat, you can do the following:
  1. Please click the three vertical dots on the mp3 player and then download.
  2. Alternatively, Click on the download button shown above. The file will be automatically downloaded.
  3. Download Shad Rahe Karbala

Feel free to explore the beauty of this Manqabat through its Expressive rendition and meaningful lyrics.

Shad Rahe Karbala Manqabat Lyrics


Bachpan Se Tumhara Main Azadar Hoon Maula.

Ghar Ghar Mein Sada Aap Ka Farsh Azza Dekha.

Main Iss Se Juda Reh Nahi Sakta.

Yeh Majlis-o-Matam Rahe Maula.

Yeh Dil Ki Dua Hai Yeh Dil Ki Dua Hai.

Badshah Hussain Ki Saltanat Hai Karbala.

Jis Ka Pasban Hai Maula Ghazi Bawafa.

Aap Ne Hussain Ba Khuda.

Khon Se Saja Di Karbala.

Karbala Ki Hai Khuda Yani Yeh Rahe Sada.

Janat-e-Maa Karbala Rahat-e-Maa Karbala.

Maula Ne Basa Diya Aisa Shehar Karbala.

Jis Ki Khak Bhi Shifa Jis Ki Janati Fiza.

Dosri Na Hogi Karbala.

Hoga Na Hussain Dosra.

Hoon Gay Na Kabhi Juda Ab Hussain-o-Karbala.

Dharkano Mein Ba-Khuda Gonjti Hai Karbala.

Har Sada Mein Ja Baja Bolti Hai Karbala.

Kehta Hai Zamana Ya Hussain.

Ya Hussain Hussain Hussain Hussain.

Gham Tumhara Ho Sada Aye Shaheed-e-Karbala.

Hum Ko Waldain Ne Karbala Batai Hai.

Sath Le Gaye Humein Karbala Dikhai Hai.

Zyaratein Na Bhool Paein Gay.

Din Humein Woh Yaad Aaein Gay.

Hai Khuda Se Iltija Sab Ko Karbala Dikha.

Zindah Baad Ya Hussain Ya Hussain Zindah Baad.

Panjtan Ke Panchwein Noor-e-Ain Zindah Baad.

Marhaba Hussain Marhaba.

Aap Ne Kamal Kar Diya.

Azmaton Ke Badshah Aap Ki Rahe Atta.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top