MP3 Naat » Allama Hafiz Bilal Qadri » Tu Shame Risalat Hai Alam Tera Parwana

Tu Shame Risalat Hai Alam Tera Parwana

Download the MP3 Naat Tu Shame Risalat Hai Alam Tera Parwana by honoured artist Allama Hafiz Bilal Qadri. Tu Shame Risalat Hai Alam Tera Parwana is one of the Remarkable MP3 Naats By Allama Hafiz Bilal Qadri. You can listen to it online or download it in MP3 format (320kbps) from MP3Naat.org. Additionally, you have the option to read the lyrics of “Tu Shame Risalat Hai Alam Tera Parwana” Naat.

Tu Shame Risalat Hai Alam Tera Parwana Naat MP3 Download
Naat NameTu Shame Risalat Hai Alam Tera Parwana
CategoriesAllama Hafiz Bilal Qadri
FormatAudio MP3 (320kbps)
To download this High-quality MP3 Naat, you can do the following:
  1. Please click the three vertical dots on the mp3 player and then download.
  2. Alternatively, Click on the download button shown above. The file will be automatically downloaded.
  3. Download Tu Shame Risalat Hai Alam Tera Parwana

Feel free to explore the beauty of this Naat through its soulful rendition and meaningful lyrics.

Tu Shame Risalat Hai Alam Tera Parwana Naat Lyrics


Tu Shamme Risalat Hain A’alam Tera Parwana

Tu Mahe Nubuvvat Hain Ay Jalwa E Janana

Jo Saaqi E Kausar Ke Chehre Se Nikaab Uththe

Har Dil Bane Maikhana Har Aankh Ho Paymana

Dil Apna Chamak Utthe Imaan Ki Tal'at Se

Kar Aankhein Bhi Noorani Ay Jalwa E Jaanana

Kyu Zulfe Muambar Se Kooche Na Mahak Uthe

He Panja Qudrat Jab Zulfo Ka Tere Shaana

Tum Aye Chati Baazi Ronak Huwi Phir Taazi

Kaaba Hua Phir Kaaba Kar Daala Tha Butt Khana

Peete Hain Tere Dar Ka, Khate Hain Tere Dar Ka

Pani Hain Tera Pani, Dana Hain Tera Dana

Sarshar Ise Kar De Ik Jaam E Labalab Se

Taa Hashr Rahe Saaqi Aabad Ye Maikhana

Is Darr Ki Huzoori Hi Isyan Ki Dawa Thahri

Hai Zehre Ma Aasi Ka Taibah Hi Shifa Khaana

Har Phool Me Boo Teri Har Sham-A Me Zao Teri

Bulbul Hai Tera Bulbul Parwaana Hai Parwaana

Duniya Mein Hume Tum Ne Jab Apna Banaaya Hai

Mehshar Me Bhi Keh Dena Yeh Hai Mera Deewana

Gir Pad Ke Yaha Pohcha, Mar Mar Ke Ise Paya

Chute Na Ilahi Ab, Sange Dare Jaana Na

Sange Dare Jaana Hain, Thokar Na Lage Kisko

Ay Kash Wo Sun Lete, Mujhse Mera Afsana

Sange Dare Jaana Par, Karta Hu Jabee Sayi

Sajda Na Samajh Najdi, Sar Deta Hu Nazrana

Woh Kehte Na Kehte Kuch Woh Karte Na Karte Kuch

Ay Kash Wo Sunn Lete Mujh Se Mera Afsana

Sarkaar Ke Jalwon Se, Roushan Hain Dile Noori

Ta Hashr Rahe Roshan, Noori Ke Ye Kaash Aana

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top