MP3 Naat » Ghulam Mustafa Qadri » Meri Baat Ban Gayi Hai

Meri Baat Ban Gayi Hai

Download MP3 Naat Meri Baat Ban Gayi Hai by famed artist Ghulam Mustafa Qadri . Meri Baat Ban Gayi Hai is one of the Greatest MP3 Naats By Ghulam Mustafa Qadri . You can listen to it online or download it in MP3 format (320kbps) from MP3Naat.org. Additionally, you have the option to read the lyrics of “Meri Baat Ban Gayi Hai” Naat.

Meri Baat Ban Gayi Hai Naat MP3 Download
Naat NameMeri Baat Ban Gayi Hai
CategoriesGhulam Mustafa Qadri
FormatAudio MP3 (320kbps)
To download this best MP3 Naat, you can do the following:
  1. Please click the three vertical dots on the mp3 player and then download.
  2. Alternatively, Click on the download button shown above. The file will be automatically downloaded.
  3. Download Meri Baat Ban Gayi Hai

Feel free to explore the beauty of this Naat through its Expressive rendition and meaningful lyrics.

Meri Baat Ban Gayi Hai Naat Lyrics


Is karam ka karu shukr kaise adaa...

Jo karam mujh pe mere nabi kar diya...

Mai sajaata hu sarkaar ki mahfileen..

Mujh-ko har gum se rabne bari kar diya...

Meri baat ban gai hai... Teri baat karte karte..

Tere shaher me mai aau.. Teri naat padhte padhte..

Tere ishq ki badaulat.. Mujhe zindagi mili hai...

Mujhe maut aae aaqa.. Tera zikr karte karte...

Sayyadi ya rasoolullah.... Sayyadi ya habiballah...

Meri baat ban gai hai... Teri baat karte karte..

Tere shaher me mai aau.. Teri naat padhte padhte..

Mere sune sune ghar me.. Kabhi raunak e aata ho..

Suna hai aap har ashiq ke ghar tashreef laate hai...

Mere ghar me bhi hoo jaae charaga ya rasollullah...

Mere sune sune ghar me.. Kabhi raunak e aata ho..

Mai deewana ho he jaao.. Teri raah takte takte...

Sallalah... Teri raah takte takte...

Meri baat ban gai hai... Teri baat karte karte..

Tere shaher me mai aau.. Teri naat padhte padhte..

Sallalah... Teri naat padhte padhte..

Kisi chiz ki talab hai.. Na hai aarzo bhi koe..

Tu ne itna bhar diya hai.. Kashtool bhar-te bhar-te..

Sallalah... Kashtool bhar-te bhar-te..

Meri baat ban gai hai... Teri baat karte karte..

Tere shaher me mai aau.. Teri naat padhte padhte..

Meri aesi haa-ziri ho.. Ke kabhi na waapasi ho...

Mile sadka panjatan ka.. Teri naat padhte padhte...

Meri baat ban gai hai... Teri baat karte karte..

Tere shaher me mai aau.. Teri naat padhte padhte..

Mujhko har gum se rab ne bari kar diya....

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top