MP3 Naat » Ghulam Mustafa Qadri » Qaseeda Burda Shareef

Qaseeda Burda Shareef

Download the MP3 Darood Qaseeda Burda Shareef by famed artist Ghulam Mustafa Qadri. Qaseeda Burda Shareef is one of the Exceptional MP3 Daroods By Ghulam Mustafa Qadri. You can listen to it online or download it in MP3 format (320kbps) from MP3Naat.org. Additionally, you have the option to read the lyrics of “Qaseeda Burda Shareef” Darood.

Qaseeda Burda Shareef Darood MP3 Download
Darood NameQaseeda Burda Shareef
CategoriesGhulam Mustafa Qadri
FormatAudio MP3 (320kbps)
To download this Superb MP3 Darood, you can do the following:
  1. Please click the three vertical dots on the mp3 player and then download.
  2. Alternatively, Click on the download button shown above. The file will be automatically downloaded.
  3. Download Qaseeda Burda Shareef

Feel free to explore the beauty of this Darood through its soulful rendition and meaningful lyrics.

Qaseeda Burda Shareef Darood Lyrics


Mawlaya salli wa sallim dai’man

Abadan ala habibi ka khayril khalqi kullihimi

Muhammadun sayyidul kawnaini wa thaqalayn

Wal fareeqaini min urbiw wamin ajami

Nabbiyunal aameerun naahi falaa ahadunn

Abarra fi qawli laa min huwala na’ami

Huwal habibulladhi turja shafaa atuhu

Likulli haw liminal ahwaali muqtahami

Subh tayba mein huwee bat taa hai baara noor ka;

Sadqa leyne noor kaa aaya hai taara noor kaa;

Baagh tayba mein suhaana phool phoola noor kaa;

Mast buu hai bulbulen parti hain kalima noor kaa;

Baarahween ke chand ka mujra hai sajda noor kaa;

Baarah burjon se jhuka ik ik sitaara noor kaa;

Tere hi maathe rahaa ay jaan sahaaraa noor kaa;

Bakht jaaga noor kaa chamka sitaara noor kaa;

Main gadaa tuu baadshah bhar de piyaala noor kaa;

Noor din dunaa tera dey daal sadqaa noor kaa;

Taaj wale dekh kar tera imaama noor kaa;

Sar jhuka te hai illahi bol baala noor kaa;

Chaand jhuk jaata jidhar unglee utaate mahd me;

Kya hi chalta ta ishaaro par khilawna noor kaa;

Teri nasl paak mein hai bachcha bachcha noor kaa;

Tuu hai ayn e noor teraa sab gharaana noor kaa;

Ey raza ye ahmed noori ka faiz eh noor hai;

ho gayee meri ghazal badh kar qaseeda noor kaa;

Mawla ya salli wa sallim daiman abadan

ala habibi kaa khayril khalqi kull lihimi

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top