Download MP3 Naat Wo Shehr e Mohabbat by popular artist Hafiz Munir Ahmed. Wo Shehr e Mohabbat is one of the Supreme MP3 Naats By Hafiz Munir Ahmed. You can listen to it online or download it in MP3 format (320kbps) from MP3Naat.org. Additionally, you have the option to read the lyrics of “Wo Shehr e Mohabbat” Naat.
Wo Shehr e Mohabbat
Naat Name | Wo Shehr e Mohabbat |
---|---|
Categories | Hafiz Munir Ahmed |
Format | Audio MP3 (320kbps) |
Feel free to explore the beauty of this Naat through its Expressive rendition and meaningful lyrics.
Wo Shehr e Mohabbat Naat Lyrics
Wo Shehr e Mohabbat Jahan Mustafa Hain
Wahin Ghar Bananay Ko Dil Chahta Hay
Wo Sonay Sae Kankar Wo Chandi See Mitti
Nazar Main Basanay Ko Dil Chahta Hay
Wo Shehr e Mohabbat Jahan Mustafa Hain
Wahin Ghar Bananay Ko Dil Chahta Hay
Jihad e Muhabbat Ki Awaaz Goongi
Kaha Hanzala Nae Ye Dulhan Sae Apni
Ijazat Agar Doo Tou Jam e Shahdat
Labooo Sae Laganay Ka Dil Chahta Hay
Wo Shehr e Mohabbat Jahan Mustafa Hain
Wahin Ghar Bananay Ko Dil Chahta Hay
Jo Pocha Nabi Nae Kay Kuch Ghar Bhi Chora
Tou Siddique Akbar Kay Hoontoo Pay Aaya
Wahan Mal o Dolat ki Kia Hay Zaroorat
Jahan Dil Lutanay Ka Dil Chahta Hay
Wo Shehr e Mohabbat Jahan Mustafa Hain
Wahin Ghar Bananay Ko Dil Chahta Hay
Wo Sonay Sae Kankar Wo Chandi See Mitti
Nazar Main Basanay Ko Dil Chahta Hay
Wo Shehr e Mohabbat Jahan Mustafa Hain
Wahin Ghar Bananay Ko Dil Chahta Hay
Sitaroon Sae Ye Chand Kehta Hay Har Dam
Tumhain Kia Bataen Wo Tukroan Ka Aalam
Isharay Main Aaqa Kay Itna Maza Tha
Kay Phir Toot Janay Ko Dil Chahta Hay
Wo Shehr e Mohabbat Jahan Mustafa Hain
Wahin Ghar Bananay Ko Dil Chahta Hay
Wo Nannaa Sa Asghar Wo Aerrii Ragarr Kar
Yehi Keh Raha Hay Wo Khaemain Main Roo Kar
Aae Baba Main Paani Ka Piyasa Nahi Hoon
Mera Sarr Katanay Ka Dil Chahta Hay
Wo Shehr e Mohabbat Jahan Mustafa Hain
Wahin Ghar Bananay Ko Dil Chahta Hay
Wo Sonay Sae Kankar Wo Chandi See Mitti
Nazar Main Basanay Ko Dil Chahta Hay
Wo Shehr e Mohabbat Jahan Mustafa Hain
Wahin Ghar Bananay Ko Dil Chahta Hay
Jo Daikha Hay Rooo e Jamal e Risalat
Tou Arshad Omer Mustafa Sae Ye Bolay
Barri Apsay Dhusmani Thee Magar Ab
Ghulami Main Aanay Ka Dil Chahta Hay
Wo Shehr e Mohabbat Jahan Mustafa Hain
Wahin Ghar Bananay Ko Dil Chahta Hay
Wo Sonay Sae Kankar Wo Chandi See Mitti
Nazar Main Basanay Ko Dil Chahta Hay