MP3 Naat » Hafiz Tahir Qadri » Milad Ho Raha Hai

Milad Ho Raha Hai

Download MP3 Naat Milad Ho Raha Hai by honoured artist Hafiz Tahir Qadri. Milad Ho Raha Hai is one of the Exceptional MP3 Naats By Hafiz Tahir Qadri. You can listen to it online or download it in MP3 format (320kbps) from MP3Naat.org. Additionally, you have the option to read the lyrics of “Milad Ho Raha Hai ” Naat.

Milad Ho Raha Hai Naat MP3 Download
Naat NameMilad Ho Raha Hai
CategoriesHafiz Tahir QadriRabi ul Awal
FormatAudio MP3 (320kbps)
To download this Top-notch MP3 Naat, you can do the following:
  1. Please click the three vertical dots on the mp3 player and then download.
  2. Alternatively, Click on the download button shown above. The file will be automatically downloaded.
  3. Download Milad Ho Raha Hai

Feel free to explore the beauty of this Naat through its Expressive rendition and meaningful lyrics.

Milad Ho Raha Hai Naat Lyrics


Karam Ke Badal Baras Rahe Hain

Dilon Ki Kheti Harri Bhari Hai

Ye Kon Aaya Ke Zikr Jiska

Nagr Nagr Hai Gali Gali Hai

Yeh Kon Ban Kar Karar Aaya

Yeh Kon Jaan E Bahar Aaya

Gullo Ke Chehre Hai Nikhre Nikhre

Kalli Kalli Main Shaguftagi Hai

Diye Dilon Ke Jala Ke Rakhna

Nabi Ki Mehfil Sajaye Rakhna

Jo Rahat E Dil Sukun Jaan Hai

Woh Zikr Zikr E Muhammadi Hai

Kesi Ronak Kesa Manzar Kesa Mosam Dekha

Aamana Ka Chand Chmka Dekho Noor Pheila

Gali Gali Mohalle Me Milad Horaha Hai

Milad Horaha Hai, Milad Horaha Hai

Milad Horaha Hai, Milad Horaha Hai

Khushiya Manao Saare Janday Lagao Sare

Ghar Ko Sajao Sare Barqi Kum Kumo Se

Aaj Hamare Aangan Me Mehfil E Milad Saji

Pyare Nabi Ka Naam Liya Pyare Nabi Ki Baat Hui

Naato Ke Nazrane Hain, Ishq E Nabi Ke Naare Hai

Jo Bhi Aqidat Se Aaya Uss Mangte Ki Baat Bani

Gali Gali Mohalle Me Milad Horaha Hai

Milad Horaha Hai, Milad Horaha Hai

Milad Horaha Hai, Milad Horaha Hai

Iman Hamara Milad

Dill Jaan Se Pyara Milad

Hai Noor Ki Barish Milad

Momin Ki Khwahish Milad

Hai Meri Muhabbat Milad

Aur Qoum Ki Izzat Milad

Dill Dill Me Basa Hai Milad

Ghar Ghar Me Saja Hai Milad

Jashn E Nabi Ke Mauqe Par Mehfil E Naat Sajayeange

Jaan Se Pyara Hai Parcham Yeh Parcham Lehraenge

Beithte Uthate Zikr E Nabi Har Halat Me Karna Hai

Whatsapp Facebook Har Ek Par Jashn Ki Dp Lagaenge

–aj Hamare Han Milad Horaha Hai–

Gali Gali Mohalle Me Milad Horaha Hai

Milad Horaha Hai, Milad Horaha Hai

Milad Horaha Hai, Milad Horaha Hai

Khushiya Manao Saare Janday Lagao Sare

Ghar Ko Sajao Sare Barqi Kum Kumo Se

Toot Ke Unko Chaha Hai Zikr E Nabi Na Chorenge

Jashn Nabi Ki Khatir Hum Har Diwar Ko Torenge

Jazba Hai Milad E Nabi Paisay Waisa Chiz Hai Kya

Jin Ke Sadqe Milta Hai Un Par Sab Kuchh Warenge

Gali Gali Mohalle Me Milad Horaha Hai

Milad Horaha Hai, Milad Horaha Hai

Milad Horaha Hai, Milad Horaha Hai

(Agaye Agaye Agaye Rasol)

Hayaatuna Mohammad

Qudwatuna Mohammad

Asha Molood Un Nabi

Jin Se Bahar E Sari Hai Jin Se Rehmat Ke Badal

Jamke Sahaba Aehlebait Un Ke Karam Se Sab Har Pal

Youm E Sahaba Karte Hai Na Mane Milad Ka Din

Aise Bhi Hai Log Yaha Jo Hai Aklo Se Peidal

–bhai Hamare Han To Aj Milad Horaha Hai–

Kesi Ronak Kesa Manzar Kesa Mosam Dekha

Aamana Ka Chand Chmka Dekho Noor Pheila

Gali Gali Mohalle Me Milad Horaha Hai

Milad Horaha Hai, Milad Horaha Hai

Milad Horaha Hai, Milad Horaha Hai

Un Ke Julus Me Aaya Hu Hath Me Unka Jhanda Hai

Ishq E Nabi Me Chalna Hai Kya Rukna Kya Darna Hai

Pyas Thakan Aur Garmi Se Me Gabhrau Na Re Nah

Is Milad Ki Relli Se Ishq Rasool Badhana Ha

Jab Talk Ye Chand Tare Jil Milate Jain Ge

Tab Talk Jashn E Wiladat Ham Manate Jayen Ge

Char Janab Ham Diye Gin Ke Jalate Jayen Ge

Ghar To Ghar Sare Mohal E Ko Sajate Jayen Ge

Eid E Milad E Nabi Ki Shab Charaghan Kar Ke Ham

Qabar E Noor E Mustafa Jag Magate Jayen Ge

Naat E Mahboob E Khuda Sunte Sunate Jayen Ge

Ya Rasool Allah Ka Nara Lagate Jayen Ge

Duniya Chahe Kuchh Bhi Kahe Jari Rahega Apna Mission

Iss Par Jeena Marna Hai Jashn E Wiladat Ki Hai Lagan

Humne Ujagar Jaga Jaga Dil Se Charcha Karna Hai

Lazim Hai Karna Humpar Yeh Rishiya Hai Aehle Sunan

Gali Gali Mohalle Me Milad Horaha Hai

Milad Horaha Hai, Milad Horaha Hai

Milad Horaha Hai, Milad Horaha Hai

Iman Hamara Milad

Dill Jaan Se Pyara Milad

Hai Noor Ki Barish Milad

Momin Ki Khwahish Milad

Hai Meri Muhabbat Milad

Aur Qoum Ki Izzat Milad

Dill Dill Me Basa Hai Milad

Ghar Ghar Me Saja Hai Milad

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top