MP3 Naat » Hafiz Tahir Qadri » Noori Mehfil Pe Chadar Tani Noor Ki

Noori Mehfil Pe Chadar Tani Noor Ki

Download MP3 Shab e Barat Kalam Noori Mehfil Pe Chadar Tani Noor Ki by well known artist Hafiz Tahir Qadri. Noori Mehfil Pe Chadar Tani Noor Ki is one of the High-quality MP3 Shab e Barat Kalams By Hafiz Tahir Qadri. You can listen to it online or download it in MP3 format (320kbps) from MP3Naat.org. Additionally, you have the option to read the lyrics of “Noori Mehfil Pe Chadar Tani Noor Ki” Shab e Barat Kalam.

Noori Mehfil Pe Chadar Tani Noor Ki Shab e Barat Kalam MP3 Download
Shab e Barat Kalam NameNoori Mehfil Pe Chadar Tani Noor Ki
CategoriesHafiz Tahir QadriKalam
FormatAudio MP3 (320kbps)
To download this best MP3 Shab e Barat Kalam, you can do the following:
  1. Please click the three vertical dots on the mp3 player and then download.
  2. Alternatively, Click on the download button shown above. The file will be automatically downloaded.
  3. Download Noori Mehfil Pe Chadar Tani Noor Ki

Feel free to explore the beauty of this Shab e Barat Kalam through its Passionate rendition and meaningful lyrics.

Noori Mehfil Pe Chadar Tani Noor Ki Shab e Barat Kalam Lyrics


Noori Mehfil Pay Chadar Tanni Noor Ki,

Noor Phela Huwa Aaj Ki Raat Hai.

Chandni Mein Hain Dubay Huwey Do Jahan,

Kon Jalwa Numa Aaj Ki Raat Hai.

Farsh Per Dhoom Hai, Arsh Per Dhoom Hai

Badnasibi Hai Uski Jo Mehroom Hai,

Phir Milay Gi Yeh Shab Kisko Maloom Hai

Aam Lutfay Khuda Aaj Ki Raat Hai.

Abray Rehmat Hai Mehfil Pay Chaye Huwey

Aasman Say Malaik Hain Aaye Huey

Khud Muhammed Hain Tashreef Laye Huwey

Kis Kadar Jaan Fiza Aaj Ki Raat Hai.

Manglo Mang Lo Chashme Tar Mang Lo

Dard E Dil Aur Husn E Nazar Manglo

Kamli Wale Ki Nagri Mein Ghar Manglo

Mangnay Ka Maza Aaj Ki Raat Hai.

Momino Aaj Ganj E Sakha Lutlo

Lutlo Aie Marizo Shifa Lootlo

Asiyo Rehmat E Mustafa Lootlo

Babay Rehmat Khula Aaj Ki Raat Hai.

Khoob Honay Do Ashkoon Ki Barsat Ko

Do Salami Muhammed Ki Barat Ko

Choom Lo Chum Lo Aaj Ki Raat Ko

Shab Qadar Kay Guman Aaj Ki Raat Hai.

Waqt Laye Khuda Sabh Madinay Chalein

Lutnay Rehmatoon Kay Khazinay Chalein

Sabh Ki Manzil Ki Janib Safinay Chalein

Meri Sa’aim Dua Aaj Ki Raat Hai

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top