Download MP3 Manqabat Haider Haider Bol Malanga by famed artist Kazmi Brothers. Bol Malanga is one of the Top MP3 Manqabats By Kazmi Brothers. You can listen to it online or download it in MP3 format (320kbps) from MP3Naat.org. Additionally, you have the option to read the lyrics of “Haider Haider Bol Malanga” Manqabat.
Haider Haider Bol Malanga
Manqabat Name | Haider Haider Bol Malanga |
---|---|
Categories | Kazmi BrothersManqabat |
Format | Audio MP3 (320kbps) |
Feel free to explore the beauty of this Manqabat through its soulful rendition and meaningful lyrics.
Haider Haider Bol Malanga Manqabat Lyrics
Bohey Dil De Khol Malanga.
Haider Haider Bol Malanga.
Zikar Ali Ka Dil Mein Basa Le.
Apne Dil Ko Kaba Bana Le.
Har Pal Har Dam Aik Wazeefa.
Momin Ki Mairaj Ali Hai.
Zahra Ka Sartaj Ali Hai.
Khaliq Ki Pehchan Ali Hai.
Deen Ali Quran Ali Hai.
Chor Katabaan Phar Le Nuqta.
Tere Qadam Chomay Gi Manzil.
Eid Ka Din Hai Sab Se Galay Mil.
Woh Aaya Jo Chehra-e-Rab Hai.
Khushiyaan Mana Le Terah Rajab Hai.
Daal Dhamalein Masti Mein Aa.
Hum Ba Shaoor Hain Humein Itni Tameez Hai.
Janat Ali Wali Ki Ghali Ki Kaneez Hai.
Tum Muttaqi Ho Dhondo Koi Our May Kada.
Kausar Tu Ik Malang Ke Peenay Ki Cheez Hai.
Haider Haider Bol Malanga.
Dil Ki Zameen Aflak Bana Le.
Zarf Ko Apne Pak Bana Le.
Dil Mein Ali Jab Tere Hoga.
Jhuk Jaye Gi Sari Dunya.
Kabay Wangoon Wird Kari Ja.
Likhi Hoi Tehreer Badal De.
Nam-e-Ali Taqdeer Badal De.
Quraan Sara Nam-e-Ali Mein.
Rab Ka Nazara Nam-e-Ali Mein.
Ban Ja Sangti :BULLEH: Shah Da.
Nahi Hoti Gunahgaron Pe Rehmat Ho Bhi Sakti Hai.
Muhabbat Ho Ali Se Gar Shifat Ho Bhi Sakti Hai.
Hai Irshad-e-Nabi Zikar-e-Ali Ain-e-Ibadat Hai.
Na Ho Hub-e-Ali Batil Ibadat Ho Bhi Sakti Hai.
Haider Haider Bol Malanga.
Dunya Se Begana Ho Ja.
Maula Ka Dewana Ho Ja.
Meesum Abuzar Apna Kahin Gay.
Sath Tujhey Salman Rakhein Gay.
Teri Badal Jaye Gi Dunya.
Tu Hi Ba Hai Tu Bismillah.
Tu Hi Iqra Tu Hi Qul.
Tu Hi Abad Hai Tu Hi Azal Hai.
Tu Hi Juzw Hai Tu Hi Kul.
Haider Haider Bol Malanga.
Ahl-e-Wila Mein Shan Barhey Gi.
Nabiyon Mein Pehchan Barhey Gi.
Shohrat Our Izzat Bhi Miley Gi.
Maula Ki Shafqat Bhi Miley Gi.
MIR TAKALLUM Jaisa Ho Ja.