MP3 Naat » Manqabat » Ali Kay Sath Hai Zahra Ki Shadi

Ali Kay Sath Hai Zahra Ki Shadi

Download the MP3 Manqabat Ali Kay Sath Hai Zahra Ki Shadi by renowned artist Mir Hasan Mir. Ali Kay Sath Hai Zahra Ki Shadi is one of the Remarkable MP3 Manqabats By Mir Hasan Mir. You can listen to it online or download it in MP3 format (320kbps) from MP3Naat.org. Additionally, you have the option to read the lyrics of “Ali Kay Sath Hai Zahra Ki Shadi” Manqabat.

Ali Kay Sath Hai Zahra Ki Shadi Manqabat MP3 Download
Manqabat NameAli Kay Sath Hai Zahra Ki Shadi
CategoriesManqabatMir Hasan Mir
FormatAudio MP3 (320kbps)
To download this Exceptional MP3 Manqabat, you can do the following:
  1. Please click the three vertical dots on the mp3 player and then download.
  2. Alternatively, Click on the download button shown above. The file will be automatically downloaded.
  3. Download Ali Kay Sath Hai Zahra Ki Shadi

Feel free to explore the beauty of this Manqabat through its Deep rendition and meaningful lyrics.

Ali Kay Sath Hai Zahra Ki Shadi Manqabat Lyrics


Sabhi khush hain

Sabhi khush hain khudaayi bhi khuda bhi

Ali ke saath hai zehra ki shaadi

Larka hai khuda ke ghar ka larki hai nabi ke ghar ki

Wo arz o samaan ka maalik ye malika behr o bar ki

Zameen raksa hai raksa aasmaan bhi

Haidar hai kulle imaan aur kulle ismat zehra

Us sar pe wafa ka sehra is sar pe haya ka sehra

Wo shehzaada hai aur ye shaahzaadi

Dulha ke roop me pyaare ali ibne taalib hain

Tha baap bhi sab se ghaalib ye bhi kulle ghaalib hai

Ye daamaade nabi hai aur wo sambdhi

Baaraat chali haidar ki rehmat ke saaye saaye

Baaraat ke aage aage qur'aan qaside gaaye

Nabi saare chale ban kar baraati

Tohfe me mile mehk aise inhein jannat aur kawsar ko

Ye saara namak aur paani haq mehr mila zehra ko

Salaami me mili marzi khuda ki

Qudrat ki taraf se inko abhi tohfe aur milenge

Kal inke haseen aangan me do asli phul khilenge

Haseen shajarein jinhein denge salaami

Ab chaahe koyi bharke ab chaahe koyi tarpe

Ab meri bhalaa se chaahe mar jaaye koyi jal jal ke

Khushi ki baat thi maine sunaadi

Kaise ho bayaan wo manzar jab khatm huwi sab rasmein

Kaunein ki har sheh gauhar kehti thi kha kar qasmein

Mubaarak hai mubaarak hai ye shaadi

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top