Download the MP3 Manqabat Waqt E Zahoor by honoured artist Mir Hasan Mir. Waqt E Zahoor is one of the Remarkable MP3 Manqabats By Mir Hasan Mir. You can listen to it online or download it in MP3 format (320kbps) from MP3Naat.org. Additionally, you have the option to read the lyrics of “Waqt E Zahoor” Manqabat.
Waqt E Zahoor
Manqabat Name | Waqt E Zahoor |
---|---|
Categories | ManqabatMir Hasan MirNoha |
Format | Audio MP3 (320kbps) |
Feel free to explore the beauty of this Manqabat through its Passionate rendition and meaningful lyrics.
Waqt E Zahoor Manqabat Lyrics
Zahoor Ka Waqt Aa Gaya Hai Imam Se Lau Lagaye Rakhna.
Zahoor Ka Waqt Aa Gaya Hai Haram Pe Nazrein Jamaye Rakhna.
Zahoor Ka Waqt Aa Gaya Hai Charag-eUlfat Jalaye Rakhna.
Hai Inteqam-e-Hussain Baqi Woh Aane Wala Hisab Le Ga.
Aqeeda Apna Darust Rakhna Jo Unn Ki Nusrat Ki Hai Tamana.
Zahoor Ka Waqt Aa Gaya Hai Amal Ko Bhi Aazmaye Rakhna.
Na Neend Aaye Na Ongh Aaye Rakho Har Ik Par Nazar Jamaye.
Dil-o-Nazar Se Keh Samarra Se Na Jane Kis Rastay Se Aaye.
Zahoor Ka Waqt Aa Gaya Hai Har Aik Rasta Sajay Rakhna.
Na Hub-e-Dunya Se Kuch llaqa Na Ghair Se Rah-o-Rasam Rakhna. Tumhari Dolat Hai Ilm-o-Taqwa Karey Ga Dajjal Oss Pe Hamla.
Zahoor Ka Waqt Aa Gaya Hai Tum Apni Ponji Bachaye Rakhna.
Ponji Bachaye Rakhna.
Yahin Kahin Aas Pas Hoga Woh Aane Wala Tha Aa Chuka Hai.
Hawari Esa Ke Sath Hoon Gay Mawali Maula Ke Sath Hoon Gay.
Zahoor Ka Waat Aa Gaya Hai Mowaliyon Se Banaye Rakhna.
Siwaye Chand Aik Zahoor Ki Sab Alamatein Pori Ho Chuki Hain. Baseerat-o-Marifat Tumhari Adoye Haq Ko Khatak Rahi Hain.
Zahoor Ka Waat Aa Gaya Hai Dil-oNazar Ko Bachaye Rakhna.
Naye Naye Nagma Haye Midhat Jo Roz Keh Keh Ke La Rahe Ho.
Paye Ziyarat Jo :SIBT e JAFAR: Imam Ke Dar Pe Aa Paray Ho.
Zahoor Ka Waat Aa Gaya Hai Tum Apna Bistar Lagaye Rakhna.