Download MP3 Qawwali Nabi Syed Ul Ambiya Ke Barabar by famous artist Sibtain Haider . Nabi Syed Ul Ambiya Ke Barabar is one of the Exceptional MP3 Qawwali s By Sibtain Haider . You can listen to it online or download it in MP3 format (320kbps) from MP3Naat.org. Additionally, you have the option to read the lyrics of “Nabi Syed Ul Ambiya Ke Barabar” Qawwali .
Nabi Syed Ul Ambiya Ke Barabar
Qawwali Name | Nabi Syed Ul Ambiya Ke Barabar |
---|---|
Categories | QawwaliSibtain Haider |
Format | Audio MP3 (320kbps) |
Feel free to explore the beauty of this Qawwali through its Meaningful rendition and meaningful lyrics.
Nabi Syed Ul Ambiya Ke Barabar Qawwali Lyrics
kul ambiya se afzal aali maqaam hain woh
allah bhejta hai jispar salaam hain woh
aqsa meiñ ki imaamat saare payambaroñ ki
saare payambaron ke beshak imaam hain woh
Nabi Syed ul Anbiya Ke Barabar
Nabi Syed ul Ambiya Ke Barabar
Na Pehle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Nabi Sayyed ul Ambiya Ke Barabar
Na Pehle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Muhammad Ka Saani Muhammad Ka Hamsar
Na Pehle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Unsa Na Pahle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Unsa Na Pahle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
rasool aur bhi aaye jahaan par lekin,
Unsa Na Pahle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Na Pehle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
taaha o yaseen muzammil
markaz e kul aur husn e mukammil
Na Pahle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Na Pehle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
noor e mubeeñ hain
haq ke qareeñ hain
farsh makeeñ haiñ
arsh nasheeñ hain
Unsa, Na Pahle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Na Pehle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
noor e munawwar awwal o aakhir
roshan roshan baatin zaahir
Unsa Pahle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Na Pehle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
rasool e mujtaba kahiye
muhammad mustafa kahiye
khuda ke baad bas woh hain
phir iske baad kya kahiye
Na Unsa Pahle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Na Pehle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Muhammad Ka Saani Muhammad Ka Hamsar
Na Pehle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Agar Hai Toh Ik Zaat Allah Ki Hai
Jo Zaat e Muhammad Se A’ala Hai Warna
Muhammad Se Aala Muhammad Se Badh Kar
Na Pehlay Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Jise Haq Ne Bulwaaya Arsh e Ula Par
Hua Fazl e Haq Se Jo Mehmaan e Daawar
Khuda Ki Khudaayi Mein Aisa Payambar
Na Pehle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Zulaikha Theeñ Jis Pe Fida Jaan o Dil Se
Wo Yusuf Bahut Khoobsurat the, Lekin
Rukhe Mustafa Se Haseeñ Roo e Anwar
Na Pehlay Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Nabi Sare Mahboob Hain Kibriya Ke
Magar Ye Bhi Sach Hai Bajuz Mustafa Ke
Habib e Khuda Dono Aalam Ka Dilbar
Na Pahlay Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Badaayi Me Purnam Wo Baad Az Khuda Hain
Shahe Ambiya Hain Shahe Dosara Hain
Bashar Unke Rutbe Ka, Allah Ho Akbar !
Na Pahle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Unsa, Na Pahle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
———–
The Rutbe Me Pahle Par Aakhir Me Aaye
Bashar Unke Rutbe Pe Qurban Jaye
Muhammad Sa Afzal Muhammad Sa Aakhir
Na Pahlay Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga