MP3 Naat » Syed Hassan Ullah Hussaini » Koi Dunya E Ata Main

Koi Dunya E Ata Main

Download the MP3 Naat Koi Dunya E Ata Main by famed artist Syed Hassan Ullah Hussaini. Koi Dunya E Ata Main is one of the Top MP3 Naats By Syed Hassan Ullah Hussaini. You can listen to it online or download it in MP3 format (320kbps) from MP3Naat.org. Additionally, you have the option to read the lyrics of “Koi Dunya E Ata Main” Naat.

Koi Dunya E Ata Main Naat MP3 Download
Naat NameKoi Dunya E Ata Main
CategoriesSyed Hassan Ullah Hussaini
FormatAudio MP3 (320kbps)
To download this best MP3 Naat, you can do the following:
  1. Please click the three vertical dots on the mp3 player and then download.
  2. Alternatively, Click on the download button shown above. The file will be automatically downloaded.
  3. Download Koi Dunya E Ata Main

Feel free to explore the beauty of this Naat through its Passionate rendition and meaningful lyrics.

Koi Dunya E Ata Main Naat Lyrics


Koi Dunaya E Ata Me Nahi Hamta Tera

Ho Jo Hatim Ko Muyassar Ye Nazara Tera

Kah Uthe Dekh Ke Bakhshish Me Ye Rutba Tera

Wah Kya Judo Karam Hai Shahe Batha Tera

Nahi Sunta Hi Nahi Mangne Wala Tera

Kuchh Bashar Hone Ke Nate Tujhe Khud Sa Jane

Or Kuchh Mahaz Payami Hi Khuda Ka Jane

Inki Aauqat Hi Kya Hai Ki Ye Itna Jane

Farsh Wale Teri Shaukat Ka Ulu Kya Jane

Khush Rawa Arsh Pe Udta Hai Pharera Tera

Mujh Se Na Chiz Pe Hai Teri Inayat Kitni

Tune Har Gam Pe Ki Meri Himayat Kitni

Kya Btaun Teri Rahmat Me Hai Usat Kitni

Ek Main Kya Mere Isiyan Ki Haqiqat Kitni

Mujh Se Sau Lakh Ko Kafi Hai Ishara Tera

Nazre Ushshaqe Nabi Hai Ye Mera Harfe Gareeb

Mimbar Waaz Pe Ladte Rahen Aapas Me Khatib

Ye Aqidah Rahe Allah Kare Mujh Ko Nasib

Main To Malik Hi Kahunga Ki Ho Malik Ke Habib

Yani Mahboob Mohib Me Nahi Mera Tera

Kai Pushton Se Gulami Ka Ye Rishta Hai Bahal

Yahi Tiflio Jawani Ke Bitaye Maho Saal

Ab Budhape Me Khudara Hame Yun Dar Se Na Taal

Tere Tukdon Pe Pale Gair Ki Thokar Pe Na Dal

Jhidkiya Khayen Khan Chhod Ke Sadqa Tera

Tujh Se Har Chand Wo Hai Qadron Fazail Me Rafee

Kar Nasir! Aaj Magar Fikre Raza Ki Tausee

Pass Hai Uske Shafaat Ka Wasila Bhi Waqee

Teri Sarkar Me Lata Hai Raza Usko Shafee

Jo Mera Gaus Hai Or Ladla Beta Tera

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top