MP3 Naat » Syed Jan Ali Shah Rizvi » Najaf Ky Shah Ko

Najaf Ky Shah Ko

Download MP3 Qaseeda Najaf Ky Shah Ko by renowned artist Syed Jan Ali Shah Rizvi. Najaf Ky Shah Ko is one of the High-quality MP3 Qaseedas By Syed Jan Ali Shah Rizvi. You can listen to it online or download it in MP3 format (320kbps) from MP3Naat.org. Additionally, you have the option to read the lyrics of “Najaf Ky Shah Ko” Qaseeda.

Najaf Ky Shah Ko Qaseeda MP3 Download
Qaseeda NameNajaf Ky Shah Ko
CategoriesQaseedaSyed Jan Ali Shah Rizvi
FormatAudio MP3 (320kbps)
To download this Top-notch MP3 Qaseeda, you can do the following:
  1. Please click the three vertical dots on the mp3 player and then download.
  2. Alternatively, Click on the download button shown above. The file will be automatically downloaded.
  3. Download Najaf Ky Shah Ko

Feel free to explore the beauty of this Qaseeda through its profound rendition and meaningful lyrics.

Najaf Ky Shah Ko Qaseeda Lyrics


Najaf Ky Shah Ko Dukhra Sunanay Jaunga

Najaf K Shah Ko Dukhra Sunanay Jaunga

Ali Khuda Kay Wali Ko Mananay Jaunga

Najaf Ky Shah Ko Dukhra Sunanay Jaounga

Najaf Ke Shaah Ko Dukhra Sunanay Jaunga

Hain Mustafa K Wo Daamad, Rab K Pyaary Hain

Jo Bay Sahary Hain Un Ky Ali Sahaary Hain

Unhi Ko Gham Ki Kahani Sunany Jaaounga

Najaf Ke Shaah Ko Dukhra Sunanay Jaunga

Najaf Ke Shaah Ko Dukhra Sunanay Jaunga

Music

Murad Milti Ha Mushkil Kushaa Ki Chokhat Par

Yeh Aarzo Ha Ali Murtaza Ki Chokhat Par

Hassan Hussain Ka Sadqa Main Panay Jaounga

Najaf Ky Shah Ko Dukhra Sunanay Jaaunga

Najaf K Shaah Ko Dukhra Sunanay Jaounga

Arz Kisi Sy Nye, Un Sy Ha Umeed E Karam

Arz Kisi Sy Nahi, Unn Sy Ha Umeed E Karam

Bohat Tawwel Ha Apni Yeh Dastaan E Alam

Ali Sunain Na Sunain Main Sunaany Jaaoun Ga

Najaf Kay Shah Ko Dukhra Sunanay Jaunga

Ali Khuda Ky Wali Ko Manaany Jaaoun Ga

Najaf Ki Shah Ko Dukhra Sunanay Jaunga

Najaf Ki Shah Ko Dukhra Sunanay Jaunga

Najaf Ky Shah Ko Lyrics In Urdu

نجف کے شاہ کو دُکھڑا سنانے جاونگا

علیؑ خدا کے ولی کو منانے جاونگا

ہے مصطفیٰؐ کے وه داماد رب کے پیارے ہے

جو بے سہارے ہے اُنکے علیؑ سہارے ہے

اُنہی کو غم کی کہانی سنانے جاونگا

مراد ملتی ہے مشکل کشاء کی چوکھٹ پر

یہ آرزو ہے علی مرتضیٰؑ کی چوکھٹ پر

حسنؑ حسینؑ کا صدقہ میں پانے جاونگا

غرض کسی سے نہیں اُن سے ہے اُمید کرم

بہت طویل ہے اپنی یہ داستان الم

علیؑ سنے نہ سنے میں سنانے جاونگا

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top